Pages

Thursday 9 August 2012

Woh kitni galiyan de raha hoga

Train me 1 ladke ne T.T.E. Se
kaha
"Mujhe subah 4 baje patiala utha
dijiye ga,
main na jagu to jabardasti utar
dijiyega. 
Muje subah interview dena hai."
Subah 8 baje ladka jaga to patiala
nikal gaya tha...!
Ladka TTE ko maa bahen ki
galiyan dene lga..!
Logo ne TTE se kaha ke wo apko galiyan de raha hai
aur app chup-chap sun rahe hai.!!
.
.
... .
.
TTE- Main ye soch raha hun ki...
.
.
Subah jisko maine Zabardasti utar
diya hai
Woh kitni galiyan de raha hoga..:

No comments:

Post a Comment