Pages

Sunday 17 June 2012

santa-banta

‎1 bar santa-banta 2 ghode kharidte h.
pehchan k liye bnta apne ghode ka 1 kan kat deta h.lekin acicdent me santa ke ghode ka bhi wo hi kaan cut jata h.ab banta apne ghode ki puch kat deta hai.lekin fir se accident me santa ke ghode ki puch cut jati hai
ab ki bar santa apne ghode ki 1 tang tod deta hai lekin fir se banta k ghode ki wohi tang toot jati hai
fir banta kehta h

jane de yaar tera ghoda kala aur mera safed yehi pehchan theek hai.

No comments:

Post a Comment